Santa and Banta were playing chess
(joke doesn't end here).
Santa: Chal yaar bas karte hain, pak raha hai.
Banta: Haan yaar, waise bhi tera sirf haathi bacha hai aur mera sirf ghoda.
The joke doesn't end here either
Phir waha Vishwanath anand aata hai.
Vishy: Chalo Santa-Banta, chess khelate hai.
Santa-Banta: Nahi, aap to hume aasanise hara doge.
Vishy: Chalo yaar. Tum dono aur me akela.
S-B: Phir bhi hum haar jayenge
Vishy: Okay, mai left hand se khelunga.
S-B: Haan. Phir thik hai.
The joke still doesn't end.
Dono obviously haar jate hai aur Vishy chala jata hai.
Santa: Badi sharmanaak baat hai, yaar.
Left hand se bhi hara diya usne.
Banta: Abe bewkoof bana gaya woh hume.
Santa: Kaise?
Banta: Saala lefty hi hogaa